Sard Khayalat
Kyun hun saab se door ab main sochta he nahi Saal par saal ab koi saal mai ginta he nahi Ye sard raatein aur gham ki kahaniya Main kahun bhi to kya koi sunta hi nahi Baar baar har bar bus rahe yehi sawal Kyun ab wo zindagi main tikta he nahi mere saath kahi dikhta he nahi Bewaja kay khulasay Dil mein mayyat ka samaa Ab to khushi bhi zindagi main aati jaati nahi Kushk pato per likhu main aur likhu main saray shikway Jaise sari bedardiya bus muqadar mera Tu hai to hai bus gunah mera Main bus khud ye keh raha chup chaap sab seh raha Teri yaad aisay jaisay sard hawa ka koi thikana na Hum to hum hain par hum main ab kuch hamara na Do pal ki mulaqat mein woh humein hamisaha qabool hi raha Jaisay chaand se koi tara zara door he raha Dil mukhtalif is ko bhi koi kafir manzoor na mila Bus mila to bedard kahaani ka fasaana na mila By Usman Ghani
Comments
Post a Comment