Sard Khayalat
Kyun hun saab se door ab main sochta he nahi Saal par saal ab koi saal mai ginta he nahi Ye sard raatein aur gham ki kahaniya Main kahun bhi to kya koi sunta hi nahi Baar baar har bar bus rahe yehi sawal Kyun ab wo zindagi main tikta he nahi mere saath kahi dikhta he nahi Bewaja kay khulasay Dil mein mayyat ka samaa Ab to khushi bhi zindagi main aati jaati nahi Kushk pato per likhu main aur likhu main saray shikway Jaise sari bedardiya bus muqadar mera Tu hai to hai bus gunah mera Main bus khud ye keh raha chup chaap sab seh raha Teri yaad aisay jaisay sard hawa ka koi thikana na Hum to hum hain par hum main ab kuch hamara na Do pal ki mulaqat mein woh humein hamisaha qabool hi raha Jaisay chaand se koi tara zara door he raha Dil mukhtalif is ko bhi koi kafir manzoor na mila Bus mila to bedard kahaani ka fasaana na mila By Usman Ghani
Bhai mai mast hun app ki poetry soon k
ReplyDeleteHar bat mei ek alag bat hai kya bat hai app ki
ReplyDeleteBhai level alag hai app ka
ReplyDeleteYe jo app ki awaaz hai is ka bharaam hi alag hai
ReplyDeleteUff zalim voice 😍
ReplyDeleteYar voice ki OMG hits different on headphones
ReplyDeleteHits like Galib Sahaab
ReplyDeleteLove u love u I love you
ReplyDeleteBeta bohat acha likty ho alAllah buri nazar se bachea
ReplyDeleteYe jo app likty ho kamal likty ho but ye jo app ki awaaz hai sir ye to Qayamat hai
ReplyDeleteWhen usman's play ek samaa tari ho jata hai alag hi
ReplyDelete12 bajea or humari tanhaiya sajay app k alfazo se
ReplyDeleteSir voice OMG blessed
ReplyDeleteAmjad
ReplyDeleteEvery word has own story bro you are next level
ReplyDeleteEvery time my sister listen your poetry on my car slowy slowy i also interest in your words now I'm addicted your are magical poet
ReplyDeleteVerse so amazing
ReplyDeleteNext level bro
ReplyDelete