12 Bajea


Her cheez ruki hai hai waqt e 12 pemEk sitam bhari hai waqt e 12 pe


Her soch bayan ba hai wqat e 12 pe 

Had to ye hai ky har soch tilmila uht ti hai waqt e 12 pe 


Ye 2 suhiyo ka apas mai milna 

Ye asal mein jism par rooh ki zerb e azi k siwa kuch nahi 

Ye maazi mein girtay samaaltay waqt ki karavaton k siwa kuch nahi 

Main soch o azal se ab begana mei halat e tishnagi se anjaana 


Main haal o ehwaal k bhi kaha ab kabil 

Main 12 k bad ka parwana meri zaat ab srif sawaali


By Usman Ghani











Comments

Popular posts from this blog

Sard Khayalat

Gehri Raat

Badalta Saal