Main To Chala Kho Jaane Kaheen

Waqt yu to asaani say guzerta ja raha tha zindagi mei mager ye waqt hi tha jo ab tham sa gaya tha zindagi aam say aam ter hoti ja rahi thi or yu lagnay laga tha ky her cheez faqat khataam see ho rahi hai lumha ba lumha socha tha ye saal bhi yu hi guzer jea ga or ahista ahista hum unhai bhi bhool jea gay jinhai hum peechay chor aea hain ya dafnaa ay hain bachpan mei ami kaha kerti thi k maazi ek black hole hai ager zada nazdeeg gay tou wahi reh jao gay ab tou samaaj bhi nhi ata k peechay kia chor ay hain or kia paanay ki firaak mei hain wo jo muj mei tha kahi wo wajood say ashnaa ab mei nhi wo jis insaan ko mei jaanta tha wo ab muj mei shahid nhi wo jo terzay amaal ki haqeeqat thi ab wo is taqaful mei ab nhi ye shararat wqat ki hai jo hum mei hum bhi ab nazer atay nhi ye andazay beyaan hota hai ky waqt nay be...